Wo Takrar Lafzoon Ki,
Wo Anjan Si Dastak
Wo Har Baat Pe Ranjish,
Wo Gumnam Si Kasak
Wo Har Baat Pe Larna,
Tumhein ishq ho ye khuda kare…
koi tum ko us se juda kare…
tere hont pe na hansi rahe…
teri aankh mein bhi nami rahe…
tujhey hijr ki wo jharii lage…
tu milan ki har pal dua kare…
Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do
main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do
mujhy badnam karny k bahany dhundte ho q?
main khud ho jaun ga badnam pehly naam hony do
abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko
main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do
Koi bhool jaaye , ye socha naa tha.
yun akele reh jaye ge Zindagi mai, ye socha naa tha.
Dard bhi mila keeston mai, ye socha naa tha.