Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do
main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do
mujhy badnam karny k bahany dhundte ho q?
main khud ho jaun ga badnam pehly naam hony do
abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko
main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do
Post Author: admin

Posts
Comments